internet, computer, Social media, Software, Blogging, Androide, software Crack File, Online Earning,

Artical

Wednesday 19 April 2017

Android Mobile ko Root kaise karte hain | how to Root Android device without computer


Aslaam_o_Alikum
Kiya Hal hain AP sab k?
Umeed hain sab thik Hun gay.
Aj main ik important article k liye hazir Howa hun.
Aj ka topic hai.




Root




Android Smart phone Ko Root karne k baad phone Ko Pori tarah access kar k kuch bhi kar sakte.phone ka control AP k hath main hota hai.matlab k Mobile phone Ko custom Kr skte hain.
Agr apka Phone Rooted nahi hai Tu kuch ayise usefull aur AaLaa qism k apps hain Jo bina Rooted phone main work Ni karte.unko Root permission granted chahiye hoti hai.
Mobile phone k operation system ki ik secure privacy hoti hai.woh phone Ki koi bhi cheiz use krne ki permission Ni deta.
Jab mobile Rooted ho jata hai Tu Mobile PE hmara control ho jata hai..hum mobile Ko marzi k lihaz se custom Kr site hain.
Rooted Phone k faide kiya hain?


•phone I'd change kar sakte hain.
•Wfi save password show kar skte hain.
•apps ka data hack Kr sakte hai(Slide app,Mcent,TalkU,whats call....)
•Phone ka MAC address change Kr sakte hain..
•app permission manager Ko control kar sakte hain.
•firewall run kar sakte hain.
•install kiye Howe apps Ki settings ka manually back-up bna sakte hain.


Mobile Ko Root kaise karein?


Root karne k bare main batane se pehly main apko kuch ahm batein btana chahta hun.
• jis phone PE ap ne Root karna hai us ka android version 4.4 se kam Ni hona chahiye.
• Root karte waqt net speed kam uz kam 70/kbps honi chahiye.70/kbps se ziada speed as rahi ho gi tu Root jaldi ho jaye Ga.



☆ Step 1 ☆





sab se pehle apne android device main king Root 👑  Download kar lein.
King Root download karne k liye yahaan clik karein.




☆ Step 2 ☆






Jb download complete ho jaye to ab isko install krne k waqt screen par "install block" likh k aa raha ho to setting par click kar k "security" main "unknown Resoursec" ko enable kar dein.phir apka king Root install ho jaye ga.




☆ Step 3 ☆


King Root 👑 install karne k baad usay open karein.


page Ko scroll down 👇 jayein  wahan "Try it"  par click karein.




☆ Step 4☆


Phir wahan Root ka option aaye GA phir AP ne "TRY TO ROOT" pr click karein.




Phir iss tarah se device Root hone Ka process start ho jaye GA. Jo 16% K Roop main show ho raha hai.




☆ Step 5 ☆


Iss tarah se apka Rooting Process safely complete ho jaye GA.








PC se Root karte waqt apka phone reboot bhi ho sakta hai.
Jab k mobile PE khud Root karne se apka time bhi Bach jata hai or paise bhi...


Umeed hai AP sab Ko samajh aa gayi ho gi.






Apna or apne sath waloon k khayal rukhna..
Allah hafiz 😊

No comments:

Post a Comment