internet, computer, Social media, Software, Blogging, Androide, software Crack File, Online Earning,

Artical

Thursday 13 April 2017

How to create gmail account? ( gmail account kaise banate hain?)

Aslaam-o-Alikum
kaise ho AP sub ... Umeed hai aap sub khairyat se Hu gay.aj kal har Kisi k pass android phone hai.aur android phone main play store se apps download karne k liye gmail I'd chahiye hoti hai.gmail Ki I'd ka istamal aksar jagah par hota hai....
•youtube
•blogger
•google plus
•Facebook


kuch logoon Ko gmail Ki I'd bnana aati hai or kuch Ko Ni aati.mene socha k Jin Ko Ni pta chalo un Ko bta dun k kaise Gmail Ki I'd banate hain..

Oka dosto aj k article Ki tarf aaye hain.


How to create gmail account? ( gmail account kaise banate hain?




Step-1
sab se pehly AP apne internet browser main www.gmail.com ko open karein.


Step-2.
create new account par clik karein.
Next page Jo open ho GA woh is tarah ka ho GA.


Step-3.
First (is box main apna first name likh dein ya phir AP ne Jis name Ki I.d bnani hai us ka first name likh do)
  
Step-4.
Last (is box main apna last name likh dein ya phir AP ne Jis name Ki I.d bnani hai us ka last name likh do)
{For example Mera name Hasan Tariq hai  to main first(Hasan) or Last( Tariq) likhoon GA.}
Step-5.
iss step main AP ne apna user name(username matlab) choose karna hai.
 for example AP I'd bna rahe ho (Tum bin) k name se to is ka user name(email 📧) is trah se type karna hai.
Tumbin@gmail.com
Jo user available ho GA woh aa jaye GA gar available Na ho Tu ap user name main kuch changes kar dein.
Tumbin365@gmail.com
Step-6.
Ye step hain password ka.is main AP 9 words ka password Laga sakte hain.
Pakistan59
[(Create a password) wale box main password enter Kr dein or (confirm password) wale box main phir wohi password dobara enter Kr dein.]
Step-7.
Apni date 📅 of birth enter Kr dein.
Step-8.
Gender wale step main agr ap boy hain tu Male select karo gr ap girl ho tu   female select Kr dein.
Step-9.
 Ye step sab se important hai kiyaon k is step main verification hoti hai.pehle country code select kar lein.phir apna woh phone number enter krna ha jis PE pehle gmail Ki I.d Na bani ho or number bhi on ho...number on is liye ho q k jab hum number enter karein gay Tu gmail wale hamare number par ik confirmation code send karein gay woh code hum ne 12 step main enter karna pary ga.
Step-10.
 Your current email 📧 address wale box Ko Khali chor dein.
 Ab is k baad(i agree to the google terms of service and privacy policy.) is PE clik Kr k agree krein or last main Next step PE clik kar dein...




Step-11.
 Is step main Jo number AP ne 8 step main likha ho GA wohi idher show ho raha  ho GA..number Ko achi tarah se dekh lein k kahein ghalat Tu nahi likh diya.
Us k baad ( continue ) per clik Kr dein....
Step-12.
Next page Jo open ho GA us main ik khaali box ho GA...gmail wale AP ko us number pr ik  message k zariye confirmation code send krein gy..ap us msg main confirmation code copy kar k box main enter Kr k done kar dein.
Lo g ab apka
Apka gmail account ready ho giya 😊

Kaisa Laga apko ye article zaroor bataiye ...or is article Ko friends main bhi share Ki jiye....


No comments:

Post a Comment