internet, computer, Social media, Software, Blogging, Androide, software Crack File, Online Earning,

Artical

Thursday, 13 April 2017

website kaise banaye | how to make free website

Aslaam_o_Alikum

Dosto mera ajka article un logoon k liye hai jo dosroon Ki website visit kar k sochte hain k Unki bhi apni website honi chahiye.ya phir online earning karna chahte hain tu aj main apko website bnana sikhaon ga.bahot se log apni website bna kar hazaroon Dollar kama rahy hain.
Website bnana bilkul hi asaan hai...sirf 5 mint main AP apni website bana sakte ho.
Website bnane k liye 2 cheiz chahiye.


1•Gmail account


Website bnane k liye gmail account zaroori hai. ap ka gmail account nahi hai to new account bna lein.agr ni bnana aata tu mera article parh lein. Gmail account kaise banate hain?. Gmail 📧 is liye zaroori hai kiyaon k iss k zariye website ki verification hoti hai.


Gmail ka account kaise banate hain








2•Laptop 💻,PC,Smartphone 📱
Wese to aj kal har Kisi k pass smartphone hai.par Laptop ya PC ho Tu website k liye acha hai.gar nahi hai Tu ghabraane ki koi baat Ni hai.Smartphone se hi website ban jaye gi.


(Website kaise banate hain?)





Step 1•
             
apne laptop ya smartphone se internet browser se www.blogger.com Open kare.


Step 2•
Ab AP  create your blog blog par clik karein.




Step 3•




ab apni gmail Ki I'd ka email daal dein.



Step 4•


ab gamil I.d ka password daal dein.




Step 5•






Title
  title main apni websiteka name likhein...jo bhi AP name likho gay wohi name aagy show ho GA.
Address
Ab ap ne website address likhna hai
Theme
Website k liye Jo bhi choose krna Hu us PE clik kar dein.
sab website title,adress Ko  sahi tarah se dekh kar create new blog par clik Kr dein.
Congratulations 😤 apki website ban gayi





Koi bhi cheiz Post karne k liye new post par clik karein.

No comments:

Post a Comment